Jaj: Tumne Apne Padosi Ke Kaan Par Chhura Kyon Maara? Pathan: Sarkar Kan Par To Bhul Se Laga Gaya Main To Uske Gale Par Marna Chahta Tha
Kripya Dhyaan Den Apni Bivi Ke Dar Se Khud Ke Ghar Men Kiya Gaya Jhadu Pocha 'Swachh Bharat Abhiyan' Men Shamil Nahin Kiya Jayega Aadeshanusaar Bharat Sarkar
Bijali Pani Petrol Ke Daam To Koi Bhi Sarkar Kam Karva Sakti Hai Koi Sarkar Biviyon Ke Nakhre Kam Karwaye To Baat Bane
Are Mishra Ji Sarkar Gutkha Ke Daam Badha Diye Hain Ab Ka Kijiyega? Are Babu Karna Ka Hai Aadha Ghanta Let Thukenge Aur Ka
Santa : Log Puchhte Hain Kya Yah Sarkar Giregi? Banta : Tumhare Kya Khyal Hai? Santa: Main Puchta Hu Ki Aur Kitna Giregi?
1 raja tha… 1 din khabarchi ne raja ko bataya, sarakar bilkul apki shakal ka 1 dhobi apke rajya me rahta hai. Raja ne aadesh diya, usse bulaya jaye. Dhobi darbar me hazir hota hai. Raja dhobi ko dekhkar muskuraya aur puchha: Raja: kya pahle kabhi tumhari mata ji darbar me kaam karti thi? Dhobi: Nahi sarkar ! Abba huzur karte the.